Mobile browser Dwonloading error file ko fir wahi se download kese karein.

Ish article me apko shikhya jayega  software nd games video music any docoments ko ham net se download karte hein  jyda problem hame video movies ya software download  karne me aati hein kyonki bo hi jyda size me milte hein jese aaj me ek movie download kar raha hu or bo movies 700MB ki he  or download me 668MB ho ke error dikhne lage hame bahut gussa aaata kas ye fir yahi se download ho jaye hame fir se download karna na padhe.
aaye to ye problem ko solv karna shikh lete hein hindi me.




sabse pehle sawal ye uthta he hein inti badi size ki video ya kisi or file ko download kyon kare ishki jarurat hein.
ham 1000 MB yani ki 1GB se badi file tabhi download karte hein tab hame ushki jyda jarurat hoti he or ham itni badi ko ko download karne ke liye taiyar ho jaate hein or net speeds kam hone ki bajay se hamari hamari downloading ruk jati he or ham ushe fir se fir se retry kar dete hein jisse downloading bahi se hone lagti hein kya apka pata he aise me ap sirf 3 bar hi retry kar paoge or ishke bad error dikhne lagega or ap fir ushe retry karke bhi bahi se download nhi kar paoge aayi to error downloading ko recover kese karein apni downloading ko kese download kare he ishki sahi jankari niche padhiye.

download ka sahi tarika .dhyan me dene wali bat.
ek 1GB se uper ki gayi video file  ke sath dusri file ko download na karein isse error ka khtra ho sakta hein.
1GB ki file download karne se pehle apni net speed ko check kare or net speed slow hone se pehle apni downloading ko puse karde de jisse aap apni video ke 3 chance nhi gba sakte ho or apni file ho comleted download hone ke liye sari suraksha kar sakte ho.

apko downloading UC browser se karna chahiye nd ap koi or downloader bhi use kar sakte ho par mujhe sabse best download uc browser hi manta hu or site ko kholne nd kisi bhi browsing ke liye me google chrome use karta hu.

UC browser ko play store me search karke download kar sakte ho.

Note- ab me apko downloding error problem solv karna ka tarika batata hu.





pehle ap check kar lijiye ki apko bhi download me yahi problem hoti he you konw aap uper diye gaye screenshot me dekhiye 777.MB ki video file me 767 MB ho jane ke bad error dikhya he ab btao gussa to aayega hi par ab ham janege ki ishke yahi se download kese kare yani ki 767 mb se he aage download kese kare.

aisa check karne ke bad apko apko apne file manger me jana hoga or fir apko uc download k folder ko open karna hoga.





1-uc download ka folder kholne ke bad apke sane kuch ish prakar ki 2 files hongi or apko ye 2 file select karke copy karna honga or inhe kaha paste karna he bo me bata deta hu.
NOTE- apne jo file download ki thi thik ushi nam ki done file s hongi.







backucup ke folder ko khole ab apke samne bo folder honge jo aap download kar chuke ho nd apki bhi video file he to bakeucup ke ander ek my video ka folder bhi hoga jaha or ush folder me apne jo file copy ki thi bo file s paste kardo.


ab apki error file bahi se download hone lagegi try kar
agar apko kahi koi problem aaye to mujhe comment kariye me solv karna karne ki kosis karunga.

note agar apki video file nhi he ya fir software he to apko sirf backucup me hi paste karna hoga or agar software folder ho to usme khud dekhkar paste karna hoga.

ummid he apko ye post jarur pasand aayi hogi
Share on Google Plus

About Unknown

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment